Janta sab janti hai!- Kahna hi kya?

Episode 109,   Jan 17, 2019, 11:51 AM

Episode image

Bahut baar aisa hota hai ki hum apne gharwalon ko ya kisi khas dost ko kuchh kahne ka irada bana lete hain par unke samne jaate hi aapki hawa ghum ho jati hai, toh bataiye ki aap kya kahne gaye the aur dar ki wajah se kya kah aaye?