Janta sab janti hai!

Episode 96,   Nov 05, 2018, 11:46 AM

Episode image

Diwali aane wali hai! Supreme Court ne patakhon par ban laga diya hai. Par aap aankadne utha kar dekhe, toh pollution ke mamle me sabki halat khasta hai. Duniya ke kai deshon ne isse ladne ka mast sa tareeka nikala hai, jaise Bogota me Cycles ke liye Super highway banaye gaye hain, Peris me aadhi se zyada roads ko car free kar ke parking me ped laga diya gaya aur Ek desh me public transport free kar diya gaya!

Question: Toh kya solution nikal sakte hain inki tarah ka?